YouNet Media
Kai log bol rahe hain ki E20 petrol ke baad unki car ka mileage kam ho gaya, engine performance par asar pada aur maintenance ka kharcha bhi badh gaya. Log apni problems share kar rahe hain, lekin unki baat ko seriously suna bhi ja raha hai ya ni.... Agar aap bhi E20 use kar rahe ho, to comment karke apna experience zarur batao. ЁЯСЗ Agar lagta hai ki is issue par khulkar baat honi chahiye, to is Reel ko jitna ho sake Share karo. ЁЯФе